Islamiat Most Repeated Questions For NTS PPSC GAT CSS

Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain? Ans: Bachon k Shayer




“Aab e hayat” k musanif ka naam batain ?

Ans: Muhammad Hussain Azad



“Asbab e baghawat e Hind” kis ki tasneef hai? Ans: Sir Sayyed



“Awaaz Dost” k musanif ka naam batain?

Ans: Mukhtaar Masood



Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani?

Ans: 1920



Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay?

Ans: Principal


Mashhoor mushtraq “Gaarsan Ditasi” Ka taluq kis mulk se tha?

Ans: ?



Novel “Talash e Baharan” ki musanifa ka naam? Ans: Jameela Hashmi




‘Raani Kaitki’ ki kahani ka musanif kon hai?

Ans: Insha Ullah Khan Insha



’ Bajang Aamad’ k musif ka naam bataeye?

Ans: Col. Muhammad Khan



Shaeri majmooa “Khushboo” ki Shaaira ka naam? Ans: Parveen Shakir



Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe?

Ans: Doctor Saleem Akhtar



Urdu ki pahli novel nigar khatoon?

Ans: Rasheeda Nisa



Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain?


Ans: 6



Raes ul Mut’ghazleen kis shaair ka khataab hai? Ans: Hasrat Mohani




Mirza Ghalib ki sad(100) sala barsi kab manaye gae? Ans: 1969



Shaah Naama Islam kis ki tasneef hai?

Ans: Hafeez Jhulandhari



“Black out” kay takhleeq kar ——– hain.

Ans: Faiz



“Announcer” kay khaliq hain?

Ans: Mukhtar Saddiqui



“Punjabi Zamindar ka qissa” ——– me shamil hai. Ans: jo options di hain paper mein un mein se koi nae.



“Deevan” kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.


Ans: barg e nay



“Chand hum asr” me _______ khakay hain.

Ans: 24




“Khizar-e-Raah” Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.

Ans: bang e dara



“Khakim Badhin” kay debaachay ka unwaan hai? Ans: dast e zulaikha



“shab-e-rafta” ka intisaab kis kay naam hai?

Ans: subh e Nau



Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay

________ mozuaat par mabni hain.

Ans: Daihi(rural)



“Durayat” kay asool kis kitaab me hain? (i) Chand hum asr (ii) zindagi (iii) Seerat-un-Nabi (pbuh)


“Udaas Naslain” kay _____ abwaab hain.

Ans: 50



“Maai Gul Bano” ka musannif hain——–.

Ans: Ahmad Nadeem Qasmi




“Kapaas k Phool” me kitnay afsaanay hain?

Ans: 17



“Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya Khara or khota alag kar dikhaya” kis ka shair hai?

Ans: Haali



Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya. Ans: Dr.khawja Zikriya



“Aab-e-gum” or “Zargushat” kay musannif ka naam? Ans: Mushtaq Ahmad Yousafi



Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai. Ans: Naeem



“Zindagi” ka ta’luq kis sinf-e-adab se hai?


Ans: Tamseel



Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.

Ans: seemi




“Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai. Ans: Hayat e Javed





“Saqi Nama” —– ki nazm hai.

Ans: Iqbal ki (Baal e jibreel)



“hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab me” kis ka shair hai?

Ans: Ghalib



Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?

Ans: Nasir Kazmi



Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?

Ans: 4





“Khakim Badhan” me mazhahiya —— hain.

Ans: Khakay



Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay? Ans: 6




Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?

Ans: Ghalib



Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?

Ans: 4



“tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh teray paimaanay me hai maah-e-tamaam ae saqi” kis ka shair hai?

Ans: Iqbal



Raja Gidh novel me gidh kya hai?

Ans: alamat



Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?


(i) yusfi (ii) ahmed nadeem qasmi (iii) bano qudsiya



_______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad par qurbaan na kiya. (i) qasmi (ii) yusfi (iii) bano qudsiya



“Raja Gidh” or “Udaas Naslain” me kahin kahin

______ bohat khatakti hai.

Ans: Tawalat

Powered by Blogger.